Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Pyarelal
Home Pyarelal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoo oo ooo ooo ooo oo ooo ooo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro mere dil ke aaine mein zulfein aaj sawaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro meri zulfon ke saaye me aaj ki raat guzaaroo pukaro mujhe phir pukaro gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin kaliyon mein aisa rang aisa roop nahin jaao mere yaar sa phool koi le ke aao baharoo pukaro mujhe phir pukaro chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin kuchh soche kuchh dekhen humko fursat nahin jaao kahin jaa ke chhup jaao aaj ki raat sitaroo pukaro apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum aasmaano se bhi aage nikal jaayenge hum saath humaare tum chalna ae rangeen nazaaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro
oh oh oh pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada kho gaye tum kahaan ab to aa jao na phool hanste nahin panchhi gaate nahin phool hanste nahin panchhi gaate nahin ik tumhaare bina ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke yaad hoga tumhen apna dil haar ke bol seekhe the tumne yahin pyaar ke ye wahi hai jagah humse pehle pahel ye wahi hai jagah humse pehle pahel tum mile the jahaan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada yeh dahekta hua chaand taaron ka ban ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan ye tumhaare hi ghum mein sulagti pawan jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin jal na jaaye ye sapnon ki bagia kahin uth raha hai dhuan ab to aa jao na pyaar ki waadiyaan de rahin hain sada laut aao laut aao ke aana hai tumko yahin laut aao ke aana hai tumko yahin tum jahaan ho tumhaari wo duniya nahin wo duniya nahin geet ke roop mein tumse
pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai hooo ooooo hooo ooooo oooo oooo pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi aa kar dil ki baaton mein lambi lambi raaton mein premi jaagte rehte hai isi liye to kehte hain ke pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein kaante pyaar chubhota hai dard jigar mein hota hai hans ke hum sab sehte hai isi liye to kehte hain pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai
pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale aaj tak samjhe hain na samjhenge zamaane waale shola e ishq bujhane se shola e ishq bujhane se kahaan bujhta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe ishq jab yaar ki aankhon ki kasam kha baithe maut bhi saamne aaye to maut bhi saamne aaye to kahaan jhukta haiiiiii pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai ye wo dariya hai jo roke se kahaan rukta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai pyaar pardon mein chhupaane se kahaan chhupta hai
aajaa aajaaa natkhat bansi wale gokul ke raja meri akhiyaan taras gayin ab to aaja aajaa aaa aajaa aajaa aajaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa jamuna ke tat par jab natkhat bansiwale ki bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi sunkar sunkar dafli shankh manjeere bhor bhaye bhor bhaye nadiya ke teere sunkar dafli shankh manjeere bhor bhaye nadiya ke teere nindiya jaagegi raadha nachegi nindiya jaagegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi laaj sharam rastaa na roke aaj na koi isko toke laaj sharam rastaa na roke aaj na koi isko toke aaj na maanegi raadha nachegi aaj na maanegi raadha nachegi aajaa aajaa aajaa aajaa aa bhi jaa natkhat bansi wale gokul ke raja meri akhiyaan taras gayin ab to aaja aajaa aajaa aa bhi jaa aajaa aajaa aa bhi jaa
hmmm jab tak jeeta rahun yun hi peeta rahun saaqi aur pila are botal munh se laga lab pe pyaas jagi dil mein aag lagi lab pe pyaas jagi dil mein aag lagi ek ghunt mein hi khali jaam ho gaya jab se main zara sa badnaam ho gaya jab se main zara sa badnaam ho gaya raam kasam mera bada naam ho gaya raam kasam mera bada naam ho gaya jab se main zara sa badnaam ho gaya raam kasam mera bada naam ho gaya raam kasam mera bada naam ho gaya mera ho bada naam ho gaya mera re bada naam ho gaya main mahlon mein raha main galiyon mein raha main mahlon mein raha main galiyon mein raha dekhe jel sabhi jeete khel sabhi par dil haar diya maine pyaar kiya oye hoy hoy hoy hona tha ye mera hona tha ye mera anjaam ho gaya raam kasam mera bada naam ho gaya raam kasam mera bada naam ho gaya mera ho bada naam ho gaya mera re bada naam ho gaya ho de re naaa de renaa hoo ho ho ho ho ho ho ho ho ho wo ek shokh ghazal wo madmast kanval wo ek shokh ghazal wo madmast kanval wo saawan ki ghata wo
sun ri sakhi haule haule ik lab jiya mora dole kal raat chhat pe main soyi sapne mein aaya re koi aake pakad li meri naazuk kalaayi raama duhayi mere raama duhayi raama duhayi mere raama duhayi baiyaan marodi chudiyaan todi haye haye puchho na ji kya meri haalat banaayi raama duhayi mere raama duhayi sakhiyaan ho tum bas naam ki mere saathi sawere shaam ki sakhiyaan ho tum bas naam ki mere saathi sawere shaam ki tumhen aawaaz deke pukaara naam leke musibat mujhpe padi rahi sab door khadi koi saheli mere paas nahin aayi raama duhayi raama duhayi raama duhayi mere raama duhayi wo rang hai na roop hai wo chanw hai na dhoop hai wo rang hai na roop hai wo chanw hai na dhoop hai hua kya jaane mujhe koi pehchane mujhe ke dekhi aaine mein jo surat aaj maine main apni surat na pehchaan paayi raama duhayi raama duhayi raama duhayi mere raama duhayi palkon pe mujhko bithaya mujhe aise gale se lagaya palkon pe mujhko bithaya mujhe aise gale se lagaya ladi re aankh ladi badi
raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ki har taraf yun khushi muskurane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage saara aalam hai yun dagmagaya hua saari duniya hai yun dagmagayi huyi aaj dil pe nasha sa hai chhaya hua aaj nazron pe masti hai chhayi huyi aur to ghum nahin hosh mein hum nahin gir na jaayen kahin hum sambhalne lage dil machalne lage raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ho gayi aaj dil ki tammanna jawaan zindagi ban gayi pyaar ki daastan aye zamaane mubaarak tujhe ye ghadi aye mohabbat mubaarak tujhe ye samah neend udne lagi khwaab sajne lage pyaas bujhne lagi deep jalne lage dil machalne lage har taraf yun khushi muskarane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage is zamaane mein hote hain aise kayi koi jinko gale se lagaata nahin jinki kismat mein hoti hain veeraniyan jinko gulshan mein koi bulaata nahin thaam ke ro
pyaasi hi reh gayi mohobat ki aarzu aansu hi de gayi mohobat ki aarzu duniya meri luti hai manzil ke aas pass kya kya dikha rahi hai mohobat ki aarzu raha jo dil mein raha jo dil mein mohobat ka devta ban kar raha jo dil mein mohobat ka devta ban kar nazar churata hai ab wo hi bewafa bankar bewafa ban kar raha jo dil mein mohobat ka devta ban kar nazar churata hai ab wo hi bewafa ban kar bewafa ban kar mujhe yakeen na tha ye sama bhi aayega mujhe yakeen na tha ye sama bhi aayega ke mera banke wo mujhko hi bhool jaayega jo dhadkanon mein raha pyaar ki sada ban kar raha jo dil mein mohobat ka devta ban kar nazar churata hai ab wo hi bewafa ban kar bewafa ban kar kise khabar thi wo aisa bhi rang badlega kise khabar thi wo aisa bhi rang badlega ke deke aas duniya ke sang badlega zahar banega wahi dard ki dava ban kar raha jo dil mein mohobat ka devta ban kar nazar churata hai ab wo hi bewafa bankar bewafa ban kar kahan gaye sabhi vaade kahan gayin kasmein kahan gaye
hamre des mein kehte the har ladki hindustani ya radha hai ya seeta hai ya jhansi ki raani rama ho rama rama ho rama rama ho rama rama ho rama hamne gaanv ke panghat pe bhai hamne gaanv ke panghat pe hamne gaanv ke panghat pe bhai dekhi thi panhaariyaan chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekhi sheher ki naariyaan hamne gaanv ke panghat pe hamne gaanv ke panghat pe bhai dekhi thi panhaariyaan chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekhi sheher ki naariyaan o ho ho ho o ho ho ho yahaan sadken hain wahan galiyaan theen yahaan kaante hain wahaan kaliyaan theen wahaan taanga tha yahaan tamtam hai wahaan gori thi yahaan madam hai wahaan payal thi yahaan sandal hai wahaan payal thi yahaan sandal hai wahaan jhoomar tha yahaan pandel hai wahaan ghunghat tha yahaan jalva hai wahaan shanti thi yahaan balva hai baat baat pe karti hain baat baat pe karti hain ye ladne ki taiyaariyaan chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekhi sheher ki naariyaan koi bulbul hai koi titli hai koi shola
rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijije magar chaand chhupne se pehle chali jaungi door hai mera ghar mujhko duniya ka dar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi chaand nikala mera chaandni kho gayi har taraf husn ki roshni ho gayi chaand nikala mera chaandni kho gayi har taraf husn ki roshni ho gayi aap chaand hai agar chaand ko dekh kar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi aap shaamil hain yun meri aawaaz mein jaise nagamein hon do ek hi saaz mein aap shaamil hain yun meri aawaaz mein jaise nagamein hon do ek hi saaz mein main ghazal chhed kar ishq ke saaz par chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi behki behki nigahein nahin hosh mein pyaar sharmaaye aankhon ki aaghosh mein behki behki nigahein nahin hosh mein
rome roming in rome rome roming in rome rome roming in rome rome roming in rome rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain dekhe idhar na koi hum pyaar kar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain aisa lagta hai ke is zameen pe aaj utre huye hain sitaare husn chehre se parda hata ke ishq ko kar raha hai ishaare dil humse oooo dil humse dar raha hai hum dil se dar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome roming in rome rome roming in rome kya bataayen ye kaisi hain raahen kya bataayen ye kaisa safar hai humein ye bhi kahaan pata hai humein ye bhi kahaan ab khabar hai aaye hain hum ho ooo aaye hain hum kahaan se aur ja kidhar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain dekhe idhar na koi hum pyaar kar rahe hain rome ki waadiyon se do dil guzar rahe hain rome roming in rome rome roming in rome
main logon ke pyaar ke kisse sun kar hansta rahta tha tum sang aankh ladi to main jaana shayar sach kehta tha ke roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manaana mushkil hai ke roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai soone ghar ko basaana aasaan hai aasaan hai aasaan hai soone dil ko sajaana mushkil hai soone dil ko sajaana mushkil hai roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai ho sakta hai tod de koi jod le koi khilona jod le koi khilona is mitti se yaaro paida ho sakta hai sona is mitti se yaaro paida ho sakta hai sona ujde baag lagaana aasaan hai ujde baag lagaana aasaan hai toote phool khilaana mushkil hai toote phool khilaana mushkil hai o roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai ghum ki raaton mein lagte hain taare bhi angaare taare bhi angaare
saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re ek mann ko doosre se baandh re saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re taan hai sooraj kiran taan hai sooraj kiran aalaap neelam ka gagan aalaap neelam ka gagan ab ughe ankur dharaa par baandh aisa raag re saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re ma pa ni ni ni ni dha ni sa dha ni ma pa pa ga ma re re pa megh se malhaar le tuuuuuuuuuu megh se malhaar le tu gandh se ghandhaar le tu gandh se ghandhaar le tu dhol pancham kokilaa ka tu bahaa anuraag re saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re mann yahi tu dhyaan rakh mann yahi tu dhyaan rakh sur ki sahi pehchaan rakh sur ki sahi pehchaan rakh tu rahe yaa na rahe par sur rahe aabaad re aye aye aye saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re saadh re mann sur ko saadh re
saamne aa dekhe zamana saara saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe saamne aa dekhe zamana saara saamne aa heyy saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe zara sambhal tu sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa kitne haseenon ka garoor toda hai haan haan toda hai kitne haseenon ka garoor toda hai maine jawaani mein wo din gaye wo mousam gaye haan wo din gaye wo mousam gaye rakha hai kya is kahani mein ye baat hai haan haan ye baat hai ye baat hai haan haan ye baat hai to zara sambhal tu hey sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu uuu uuuu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa chhote miyaan to chhote miyaan are bade miyaan kya kahna aa chhote
saanjh dhale gagan talle hum kitne ekaaki chhod chale nainon ko kirnon ke paakhi saanjh dhale gagan talle hum kitne ekaaki chhod chale nainon ko kirnon ke paakhi paati ki jaali se jhaank rahi thi kaliyaan paati ki jaali se jhaank rahi thi kaliyaan gandh bhare gun gun mein magan huyi thi kaliyaan itne mein timeer dhasaa sapnile nainon mein kaliyon ke aansoo ka koi nahin saathi chhod chale nainon ko kirnon ke paakhi saanjh dhale gagan talle hum kitne ekaaki jugnoo ka pat odhe aayegi raat abhi jugnoo ka pat odhe aayegi raat abhi nisheegandha ke sur mein keh degi baat sabhi nisheegandha ke sur mein keh degi baat sabhi tapta hai mann jaise daali ambuwa ki chhod chale nainon ko kirnon ke paakhi saanjh dhale gagan talle hum kitne ekaaki saanjh dhale gagan talle hum kitne ekaaki
saara din sataate ho raaton ko jagaate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho tum yaaaaad bahut aate ho tum yaad bahut aate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho tum yaad bahut aate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas deewaanon si baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas diwaanon si deewane ho tum sab ko deewaana banaate ho o thodi der ko aate ho chale jaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mujhko aisa lagta hai jaise tum bulaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai haaye chakori ka man ye jaise
oh ho oo saathi mere saathi saathi mere saathi rut aati jaati rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani aise hum saathi jaise diya baati aise hum saathi jaise diya baati rab ki badi hai meherbaani rab ki badi hai meherbaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm raam ji ne saari ye duniya banaayi humne ye duniya sajaayi majdoor hum hain hum kis se kam hain hum majdoor hum hain hum kis se kam hain hum mehnat ki apni kamaayi hum hi akele donon se khele kya aag hai kya paani aa aa aa aaaa kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani oh ho oh ho hoo hooo sun mere raaja sun mere raaja aa aa paas aaja o sun mere raaja aa aa paas aaja achchhi nahin itni doori hain kaam jitne saare jahaan ke hain kaam jitne saare jahaan ke hai pyaar sabse zaroori dil na lage to sau saal ji lo kis kaam ki ye zindgaani saathi
aaa aaa aaa aaa aaa sabak jisko wafa ka yaad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga shehar ujda to bas jayega lekin shehar ujda to bas jayega lekin shehar ujda to bas jayega lekin hamara ghar naa phir aabaad hoga hamara ghar naa phir aabaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga tapas mein hum bahut mehfooz honge tapas mein hum bahut mehfooz honge tapas mein hum bahut mehfooz honge ke pahre par khada saiyyaad hoga ke pahre par khada saiyyaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga suna hai suna hai suna hai suna hai ab mohabbat karne wala suna hai ab mohabbat karne wala wafa ki shart se aazaad hoga wafa ki shart se aazaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga hamara naam bhi lenge wo lekin hamara naam bhi lenge wo lekin hamara naam bhi lenge wo lekin hamara zikr sabke
hmm hmm hmm sadho aisa hi guru bhave sadho aisa hi guru bhave raag rang ka bhar bhar pyala peeve aur pilave sadho aisa hi guru bhave sadho naad chhipa tan mein lay man mein koi koi pata koi koi pata na pave chaand suraj ka lochan guru ka dekhe aur dikhave sadho aisa hi guru bhave sadho paramahans guruvans roop jab hriday beech biraje saat suron ki baani meri om saat suron ki baani meri omkar dhun gaave sadho aisa hi guru bhave sadho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pukaro Mujhe Phir Pukaro Buniyad (1972) 04:27 12291
 
Poster of Buniyad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Farida Jalal
Duration : 04:27   Song Number : 12291   

Pyaar Ki Waadiyan Jaanwar (1983) 02:27 15474
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 02:27   Song Number : 15474   

Pyaar Kiya Nahin Jaata, Ho Jaata Hai Woh 7 Din (1983) 04:33 18294
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 04:33   Song Number : 18294   

Pyar Pardon Mein Chhupane Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978) 06:42 40689
 
Poster of Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Bhupinder Singh
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 06:42   Song Number : 40689   

Raadha Nachegi Saudagar (1991) 06:41 36841
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Dilip Kumar
Duration : 06:41   Song Number : 36841   

Raam Kasam Mera Bada Naam Ho Gaya Gumrah (1993) 06:10 39138
 
Poster of Gumrah (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt
Duration : 06:10   Song Number : 39138   

Raama Duhaayi Mere Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:33 40772
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:33   Song Number : 40772   

Raat Dulhan Bani Chaand Dulha Bana Chahat (1971) 04:06 37651
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:06   Song Number : 37651   

Raha Jo Dil Mein Mohabbat Ka Devta Mohabbat Ki Arzoo (1994) 06:24 37740
 
Poster of Mohabbat Ki Arzoo (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Zeba Bakhtiar, Rishi Kapoor
Duration : 06:24   Song Number : 37740   

Rama Ho Rama Ek Bechara (1972) 04:34 37884
 
Poster of Ek Bechara (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:34   Song Number : 37884   

Rokna Hai Agar Rok Lijiye Jaal (1967) 04:48 32434
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 32434   

Rome Ki Waadiyon Spy In Rome (1968) 05:24 41021
 
Poster of Spy In Rome (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 41021   

Roothe Rab Ko Manana Aasaan Hai Majboor (1974) 03:47 37817
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 03:47   Song Number : 37817   

Saadh Re Mann Sur Ko Sur Sangam (1985) 06:12 12509
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Duration : 06:12   Song Number : 12509   

Saamne Aa Dekhe Zamana Saara Judaai (1980) 07:57 37373
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 07:57   Song Number : 37373   

Saanjh Dhale Gagan Talle Utsav (1984) 04:28 10664
 
Poster of Utsav (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Rekha, Shekhar Suman
Raag- 
Vibhas
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 10664   

Saara Din Sataate Ho Raaste Pyar Ke (1982) 05:01 38120
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:01   Song Number : 38120   

Saathi Mere Saathi Aahuti (1978) 07:53 15675
 
Poster of Aahuti (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:53   Song Number : 15675   

Sabak Jisko Wafa Ka Yaad Hoga Jawaab (1985) 04:17 37347
 
Poster of Jawaab (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Smita Patil, Raj Babbar
Duration : 04:17   Song Number : 37347   

Sadho Aisa Hi Guru Sur Sangam (1985) 03:12 37620
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Girish Karnad, Jaya Prada
Duration : 03:12   Song Number : 37620   
Karaoke Songs of Pyarelal, Sad Songs of Pyarelal, Love Songs of Pyarelal, Dance Songs of Pyarelal, Hip-hop songs of Pyarelal, Best songs of Pyarelal, Super hit songs of Pyarelal, hit songs of Pyarelal, duet songs of Pyarelal, solo songs of Pyarelal, old songs of Pyarelal, famous songs of Pyarelal, Hindi Karaoke Songs of Pyarelal, Hindi Sad Songs of Pyarelal, Hindi Love Songs of Pyarelal, Hindi Dance Songs of Pyarelal, Hindi Hip-hop songs of Pyarelal, best Hindi songs of Pyarelal, super hit Hindi songs of Pyarelal, hit Hindi songs of Pyarelal, duet Hindi songs of Pyarelal, solo Hindi songs of Pyarelal, old Hindi songs of Pyarelal, famous Hindi songs of Pyarelal, Sing Along Songs of Pyarelal, Sing Along Sad Songs of Pyarelal, Sing Along Love Songs of Pyarelal, Sing Along Dance Songs of Pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of Pyarelal, Sing Along Best songs of Pyarelal, Sing Along Super hit songs of Pyarelal, Sing Along hit songs of Pyarelal, Sing Along duet songs of Pyarelal, Sing Along solo songs of Pyarelal, Sing Along old songs of Pyarelal, Sing Along famous songs of Pyarelal